Pages

Monday 8 October 2012

MERE Arman



Tumhare armano ki barat se hum kabhi dur na jayegen

Tujhse kabhi hum rista  na todegen

laga kar dekho dil humse bewafai se kabhi na rista jodegen 




Sunday 7 October 2012

Tu hi Mera Pyar

tumhari najro se najre kab maine feri hai

hamari juba se tumhara naam kab juda hua hai

tum hi ek yesi kasti ho 

jiske sahaare zindgi paar karne ki sochi hai

तुम्हारी  नजरो  से  नजरे  कब  मैंने  फेरी  है
हमारे जुबा से तुम्हारा नाम कब जुदा हुआ है
तुम ही एक येसी कश्ती हो 
जिसके सहारे जिंदगी पार करने  की  सोची है

Friday 5 October 2012

Muskurahat


kuch kaho na humse, tumse baat karne ko dil chahta hai

tumhari ek muskurahat paane ko, dil kitna bechain hota hai

tum abhi bhi hamare ho esa khne se dil darta hai

kayo ki tumahri muskurahat me jane kitne sitam girte hai


Thursday 4 October 2012

zakham


na sunao pyar ki bate dil tut jata hai
unki bewfai ka zakham phir ubhar aata hai.
koi aur paas ayega malham lagane
phir ek aur kissa ayega bewfai ka samne.

Tuesday 2 October 2012

Wo Mera Pyar.....................?



aakho me muhbbat thi hamare liye magar ye haqeeqat nahi thi
wo mere saath the hamare liye magar ye haqeeqat nahi thi

wo zinnda lash ki tarah, jite, khate-peete aur sote the
kayo ki pyar wo humse nahi kisi aur se karte the

Kaya hum dost hai ?



wo dur shhar mai rahte hai par baat roj to karte hai
hum dost unhe to kahte hai par pyar to unse karte hai
ye baat samjh mai aati hai par unse kahi na jaati hai
us dor par hum to rahte hai par wo nahi ye to sunte hai